Tumse baat kar yahi khatam
Mujhe apni manzil paana hai
Falak par chaand aa gaya hai
Daada, mera ghar aa gaya hai
Tumhari lori sunn so gaya tha
Ab jagaa do mujhe
Mera sapna naaz pa gaya hai
Amma, mera ghar aa gaya hai
Khushi ke sau pal diye
Jab Moujo par kashti sawaar thi
Leher manzil bata gaya hai
Alvida Dost, mera ghar aa gaya hai
Manzil par khada hu
Tanha sa, akela sa
Tere dar par ye jannat pa gaya hai
Mera ghar aa gaya hai
Tu apna le aaj
Sab zanjeer tod aaya hu
Malik, Tere ghar ko apna keh kar
Apna ghar chhod aaya hu..
Tu jahan
Wahi mera aashiyaan
Zindagi ka maqsad pa gaya hai
Banda Tere ghar aa gaya hai
Lo, Mera ghar aa gaya hai
Mujhe apni manzil paana hai
Falak par chaand aa gaya hai
Daada, mera ghar aa gaya hai
Tumhari lori sunn so gaya tha
Ab jagaa do mujhe
Mera sapna naaz pa gaya hai
Amma, mera ghar aa gaya hai
Khushi ke sau pal diye
Jab Moujo par kashti sawaar thi
Leher manzil bata gaya hai
Alvida Dost, mera ghar aa gaya hai
Manzil par khada hu
Tanha sa, akela sa
Tere dar par ye jannat pa gaya hai
Mera ghar aa gaya hai
Tu apna le aaj
Sab zanjeer tod aaya hu
Malik, Tere ghar ko apna keh kar
Apna ghar chhod aaya hu..
Tu jahan
Wahi mera aashiyaan
Zindagi ka maqsad pa gaya hai
Banda Tere ghar aa gaya hai
Lo, Mera ghar aa gaya hai